Friday, March 25, 2011

Quotes / Sayings / Ashaar to Remember


Insan Mout Se Bachne Ki Koshish Karta Hai Jahannum Se Nahi,
Haalaanke Koshish Karne Se Insan Jahannum Se Bach Sakta Hai Lekin Mout Se Nahi !!



Life is an eternal quest about knowing oneself. It's time to challenge yourself, to rediscover your hidden traits, talents, and tendencies.

وقت فرصت ہے کہاں کام ابھی باقی ہے
نور   توحید  کا   اتمام   ابھی  باقی  ہے

Waqt fursat hai kahan kaam abhi baaki hai
Noor o hidayat ka itmaam abhi baaki hai 


مرنا تو اس جہاں میں کوئی حادثہ نہیں
اس دور ناگوار میں جینا کمال ہے

Marna to is jahan me koi haadisa nahin
is dour-e-naagawaar me jeena kamaal hai



June 6, 2011
Aayin-e-jawan mardi haq goyi-o-bebaki
Allaah k sheyron ko ati nahi rubahi! (Iqbal)



11 Apr 2011
Na Thi Jab Apnay Haal Ki Khabar
Dekhtay Rahay Logon K Aib-o-Hunar
Parri Jab Apnay Gunahoon Par Nazar
To Nigah Mein Koi Aur Bura Na Raha        (Allama Iqbal)


18th April 2011
Allam iqbal says:

"I tell you the sign of a believer, when death comes, there is a smile on his lips."

He further says:

"People who have no hold over their process of thinking are likely to be ruined by liberty of thought. If thought is immature liberty of thought becomes a method of converting men into animals."
(** Here we know how important is the thought process is, and how important is to have a focused thinking or one can say a controlled(according to islam) thinking)

3 comments:

  1. Waqte furst hai kaha kaam abhi baaki hai
    Noore tauheed ka itmaam abhi baaki hai
    Kuwwate ishq se har past ko baala kar de
    Duniya mein naam'e'MOHAMMAD(saws) se ujala kar de
    (Allma Iqbal)

    ReplyDelete
  2. meri zindagi ka maqsad tere deen ki sarfarazi
    mein isiliye musalman mein isiliye namazi

    ReplyDelete
  3. ham mashriq k musalmanon ka dil magrib mein ja atka hai
    wahan kuntar sab billori hai, yahan ek purana matka hai
    is daur mein sab mit jayenge, han baqi wo rah jayega
    jo qayam apni rah pe hai, aur pakka apni hat ka hai
    ae shaikh-o-brahman sunte ho kya ahl-e-basirat kahte hain
    gardon ne kitani bulandi se un qaumon ko de patka hai

    ReplyDelete